Tags

, , , , , , , , , , , , , , , , , , , , ,


Jeenay ki Hirs munafiq mein paee jaatee hai ;

 

 jin ko chand .suraj, zameen aur asman ka falsafa samajh mein ajai

 

woh sirf kainaat mein intizaaar kay lumhay guzara kertay hai…

 

intizaar kafiat ka naam hai aur kafiat dilo ki bayqarari ka naam

 

bayqarari mehbob kay wisal say juree ho to intizaar khatum nahee, aur lamhay  qaid-e-salasil ki manind guzartay hai .

 

chahat –e-dunya aimaal ki budnyati per mubnee amal hai aur budniyaati jhoot per

 

Jhoot inssaan ko gumrah aur shaitan ko usss ka humrahi banata hai

 

Shayed yahee wajah hai jo insaan dunya ki chahat mein ghoomta dikhta hai kio kay

 

her who aimaal jo who kerguzra ;aanay waalay din ka khof dilata hai

 

 Sari dunyavi lugviat say door insaan ka sub say berra ulmea us baat ka inkaar hai jis per dunya kay saaray satton aur kainaat ki asal imarat qaim hai

 

Aur isshee falsafaey say inkaar; her nufrat zada dil ki kafiato mein paya jaata hai jub us ki yeh kafiat Upney arooj per phonchtee hai

 

Derhaqeeat akiree din uss tasalsul ka naam hai jo kerree ki terha pooray asar moty pirotee mehnat ki aqaasi kerta hai

 

Aur yahee mehnat jab paara paara hojai to saara aser he muflooj hojaata hai

 

Aisa hee kuch is dunya ki burbadi ka bais uss waqt bana jub Rasool-e-khuda nay yeh khuwahish zahir ki kay ‘lao mujhay kaghus Qalam doe kay mein tum ko who likhdoe jis kay baad tum ghumra na ho suko”

 

Laikin tareekh shahid hai aur tahqqeeq nay Upney aser mein yeh baat ashkara ki kay kon mujrim tha aur kis nay Hidayat kay munsab ko para para kea.

 

Yaqa ukk awaz aae kay “hamaray leay Kitaab kafee hai”

 

Yeh aur koi nahee bulkay Umer bin Khatab tha jis nay Risalat say pehlay wahdaniyat ka inkaar kerkay toheen-e-wohee aur Risalat ki .

 

Yahee who din tha jis din her shey nay insaan kay zalim honay ki awaaz dee

 

Yahee who din tha  jab Hidayat waalao nay Karrbala ki uglee tayyari shru ki 

 

Yeh is leay kay ub baat wazeh thee kay inkaar  nufrat zada dil ki kayfiat ka naam hai aur kafiat Upney arroj per he inkaar ya iqraar ki soorat buntee hai

 

 Inkaar aur iqraar unn awamil ka naam hey jis say insani fitrat aur insani rawish per mubnee aanay waala kirdar jura hota hai

 

 Ubb agar inkaar haq kay haq mein ho to haq ghalib aur agar inkaar haq say munharif hoker hoker kea jai  toe yahee haq  ko pust kernay ki nakaam koshish.

 

Yeh is leay kay jahil hee aqil ko mujboor samjhta hai

 

Aur rustay say rat gerdani ko gharoor samjhta hai

 

 Tarrekh ney yeh baaat raqum ki kay who jisey aakhree din akhre jherkee milee…  yanee uss ko wahan say nikaal deagaya

 

Yahee nikaalna is baat ka amal tha kay ubb aanay waalay din munhoosiat kay saaye hameesha ka leay  dunya ki zeenat say door kerdeay jain gay …

 

Magar hum nay dekha kay shaitan khula dushman nikla aur  Upney waaday kay mutabiq Upney ravish per qaim raha

 

 Ajeeb baat hai yahee quran phir aik baar such ki terha chamkta dikha aur joe wada usney kea tha who aik baar phir amal say munsalik kea  kay;

 

 hum nijasat ko pakeezgi say door kerdey gay

 

 Yahee pakeezgi Wilayat hai aur yahee pakeezgi uglee Hidayat

 

Yahee ugloe ki manzil aur yahee pichloe ki reet

 

Ub jis nay iss baat ki nafee ki ;wohee doosray raastay per qaim aur jisnay  emaan ko kamil kea wohee seedhhay raastay per daim o Qaim.

  

Yeh iss leay kay ! aanay waala din jub kubhi bani noh insaan say us aakhri din ki aakhri  baat ka sawaal keray ga to jo munkir tha who bayzaban ki ssorat aur jo hami tha who  Ali  ki jaa ki soorat

 

Wilayt wahdaniyat say juree who Hidayat hai jo Nabowat kay baghair mumkin nahee

 

Aur yahee nazool hai jo ugloe aur pichloe ki Hidayat raha

 

Ale-Muhammed hee who munzil thee jis per emaan laana momin ki nishani aur kafir ki rudgerdani bunee

 

“mein tumharain dermian doe cheezay chorray jar aha hoo …Aik quran aur doosree Meray Ahle-Bait”

 

Kafir kisi khaas shakul ka naam nahee bulkay yeh who hai jo Risalat k munsab say nafee aur Wilayat kay muqaddas Hidayat say inkaar keray

 

Yahee inkaar kufr ki soorat aur yahee iqrar  Hidayat ki ravish

 

 Yeh dilon ki jalan thee jis nay dilon kay bhaid khol ker rukhdeay

 

Aur dil hee toe hai jo kafiato ka khazana

 

Baat khuda per eman ki nahee baat Ali per ikhtitam ki hai … ub agar iktitaam say inkaar goya ibtida say inkaar

 

Aur jis nay ibtida mein inkaar kea ushee na intiha per inkaar ko qaim rukha

 

 Shaitan uppna raasta nahee bhoola aur rehmaan kay falsafey Hidayat ko jhutlaata raha

 

 Aur Rehman ka who waada sucha hua jo us k naik bundo nay kerkay dikhadea

 

 Akhri din per emaan laana hee mujhay musalmaan aur ussay kafair banata hai

 

 Mout toe aik bahana hai …. hum toe jeetay hee hain…… Ali k leay (Ali Mola) (Dr Raza)